salman khan ne 52 saal tak shadi na karny ki waja bataa di
Bollywood k saloo bhai jo zindgi ki 52 bahaarian dekh chuky han lekin
taa haal shadi nahi ki.
image Dawn News
jab k un k sathi adakaar shdiyon k bandhan main bandh chuky han or bachoon k maan baap
b ban gaye han.un se jab b shadi ka pocha gaya to wo talty aaye hain. par ab bill akhar
unhon ne khamoshi toor di ha un ka kehna ha k mery shadi na karny ki sab se bari waja
mehngai ha jis ki waja se main ne ab tak shadi nai ki. un ka kehna tha k mery walid sahab
ne 180 rupy main shadi ki thi par ab shadiyon par karoroon rupy kharch aata ha.
image you tube
baat tu ab b talny wali ki ha janab ne
image you tube
Koi in se kahy k janab peason ka ap k liye kon sa masla ha.
ASAL WAJA TO KUCH OR HI HA.

No comments